← All bhajans
Bhajan

हे शारदे मां · Hey Sharde Maa

Bhajan to Goddess Saraswati (Sharada), asking to be lifted from ignorance into wisdom
हिन्दी
English
Refrain
हे शारदे मां, हे शारदे मां अज्ञानता से हमें तार दे मां
He Śārade Māṅ, he Śārade Māṅ, agyāntā se hameṅ tār de Māṅ.
तू स्वर की देवी ये संगीत तुझसे हर शब्द तेरा है हर गीत तुझसे हम हैं अकेले, हम हैं अधूरे तेरी शरण हम, हमें प्यार दे मां
Tū svar kī devī ye saṅgīt tujhse, har śabd terā hai har gīt tujhse, ham haiṅ akele, ham haiṅ adhūre, terī śaraṇ ham, hameṅ pyār de Māṅ.
मुनियों ने समझी, गुनियों ने जानी वेदों की भाषा, पुराणों की बानी हम भी तो समझें, हम भी तो जानें विद्या का हमको अधिकार दे मां
Muniyoṅ ne samjhī, guniyoṅ ne jānī, Vedoṅ kī bhāṣā, purāṇoṅ kī bānī, ham bhī to samjheṅ, ham bhī to jāneṅ, vidyā kā hamko adhikār de Māṅ.
तू श्वेत वर्णी कमल पे विराजे हाथों में वीणा, मुकुट सर पे साजे मन से हमारे मिटा के अंधेरे हमको उजालों का संसार दे मां
Tū śvet varṇī kamal pe virāje, hāthoṅ meṅ vīṇā, mukuṭ sar pe sāje, man se hamāre miṭā ke andhere, hamko ujāloṅ kā sansār de Māṅ.
https://www.bhajanusa.com
Viewed … times