← All bhajans
Bhajan

मुँह फेर जिधर देखूं, साईं तू ही नज़र आये · Munh Pher Jidhar Dekhun, Sai Tu Hi Nazar Aaye

Bhajan to Sai Baba — wherever I turn my face, I see only you
हिन्दी
English
Refrain
मुँह फेर जिधर देखूं, साईं तू ही नज़र आये, मुँह फेर जिधर देखूं, साईं तू ही नज़र आए ॥
Muṅh pher jidhar dekhūṅ, Sāīṅ tū hī nazar āye, muṅh pher jidhar dekhūṅ, Sāīṅ tū hī nazar āe.
गैरों ने तो ठुकराया, अपने भी बदल गए हैं, हम साथ चले जिनके, वो दूर निकल गए हैं, तेरे रहें पे हूँ, तू बक्शे या ठुकराए, मुँह फेर जिधर देखूं, साईं तू ही नज़र आये, मुँह फेर जिधर देखूं, साईं तू ही नज़र आए ॥
Gairoṅ ne to ṭhukrāyā, apne bhī badal gae haiṅ, ham sāth chale jinke, vo dūr nikal gae haiṅ, tere raheṅ pe hūṅ, tū bakśe yā ṭhukrāe, Muṅh pher jidhar dekhūṅ, Sāīṅ tū hī nazar āye, muṅh pher jidhar dekhūṅ, Sāīṅ tū hī nazar āe.
माना के में पापी हूँ, तुझे खबर गुनाहों की, बस इतनी सज़ा देना मुझे मेरी खताओं की, तेरे दर पे हो सर मेरा, और सांस निकल जाए, मुँह फेर जिधर देखूं, साईं तू ही नज़र आये, मुँह फेर जिधर देखूं, साईं तू ही नज़र आए ॥
Mānā ke meṅ pāpī hūṅ, tujhe khabar gunāhoṅ kī, bas itnī sazā denā mujhe merī khatāoṅ kī, tere dar pe ho sar merā, aur sāṅs nikal jāe, Muṅh pher jidhar dekhūṅ, Sāīṅ tū hī nazar āye, muṅh pher jidhar dekhūṅ, Sāīṅ tū hī nazar āe.
हम ख़ाक नशीनो की, क्या खूब तमन्ना है, तेरे नाम से जीना है, तेरे नाम से मरना है, मरना तो है वो तेरी, चौखट पे जो मर जाए, मुँह फेर जिधर देखूं, साईं तू ही नज़र आये, मुँह फेर जिधर देखूं, साईं तू ही नज़र आए ॥
Ham ḳhāk naśīno kī, kyā khūb tamannā hai, tere nām se jīnā hai, tere nām se marnā hai, marnā to hai vo terī, chaukhaṭ pe jo mar jāe, Muṅh pher jidhar dekhūṅ, Sāīṅ tū hī nazar āye, muṅh pher jidhar dekhūṅ, Sāīṅ tū hī nazar āe.
सूरज और चंदा का, आँखों में उजाला है, मस्तक में अग्नि की प्रचंड ज्वाला है, तेरी नज़रें करम हो तो, तेरे भक्त भी तर जाएं, मुँह फेर जिधर देखूं, साईं तू ही नज़र आये, मुँह फेर जिधर देखूं, साईं तू ही नज़र आए ॥
Sūraj aur chandā kā, āṅkhoṅ meṅ ujālā hai, mastak meṅ agni kī prachaṇḍ jvālā hai, terī nazareṅ karam ho to, tere bhakt bhī tar jāeṅ, Muṅh pher jidhar dekhūṅ, Sāīṅ tū hī nazar āye, muṅh pher jidhar dekhūṅ, Sāīṅ tū hī nazar āe.
https://www.bhajanusa.com
Viewed … times