← All bhajans
Bhajan
अच्युतम केशवम · Achyutam Keshavam
Bhajan — a nām-smaran chant answering every doubt about Krishna · from the Satsang collection
हिन्दी
English
Refrain
अच्युतम केशवं कृष्ण दामोदरं, राम नारायणं जानकी वल्लभं (२)
Achyutam Keshavaṁ Kṛṣṇa Dāmodaraṁ, Rām Nārāyaṇaṁ Jānakī Vallabhaṁ (2)
कौन कहता है भगवान आते नहीं, (२)
तुम मीरा के जैसे बुलाते नहीं
Kaun kahtā hai Bhagavān āte nahīṅ (2)
tum Mīrā ke jaise bulāte nahīṅ.
कौन कहता है भगवान खाते नहीं, (२)
बेर शबरी के जैसे खिलते नहीं
Kaun kahtā hai Bhagavān khāte nahīṅ (2)
ber Shabarī ke jaise khilate nahīṅ.
कौन कहता है भगवान सोते नहीं, (२)
माँ यशोदा के जैसे सुलाते नहीं
Kaun kahtā hai Bhagavān sote nahīṅ (2)
māṅ Yashodā ke jaise sulāte nahīṅ.
कौन कहता है भगवान नाचते नहीं, (२)
तुम गोपी के जैसे नचाते नहीं
Kaun kahtā hai Bhagavān nāchte nahīṅ (2)
tum gopī ke jaise nachāte nahīṅ.
नाम जपते चलो काम करते चलो (२)
हर समय कृष्ण का ध्यान करते चलो
Nām japte chalo kām karte chalo (2)
har samay Kṛṣṇa kā dhyān karte chalo.
याद आएगी उनको कभी ना कभी, कृष्ण दर्शन तो देंगे कभी ना कभी
Yād āegī unko kabhī nā kabhī, Kṛṣṇa darshan to deṅge kabhī nā kabhī.