← All bhajans
Bhajan

साई नाथ तेरे हज़ारों हाथ · Sai Nath Tere Hazaron Hath

Bhajan — Shirdi Sai Baba, revered across faiths · from the Satsang collection
हिन्दी
English
तू ही फकीर तू ही है राजा, तू ही है साईं तू ही है बाबा
Tū hī fakīr tū hī hai rājā, tū hī hai Sāīṅ tū hī hai Bābā.
Refrain
साईंनाथ, साईंनाथ.. साईंनाथ तेरे हज़ारों हाथ, साईंनाथ तेरे हज़ारों हाथ जिस जिस ने तेरा नाम लिया, जिस जिस ने तेरा नाम लिया, तू हो लिया उसके साथ (२)
Sāīṅnāth, Sāīṅnāth.. Sāīṅnāth tere hazāroṅ hāth, Sāīṅnāth tere hazāroṅ hāth, jis jis ne terā nām liyā, jis jis ne terā nām liyā, tū ho liyā uske sāth (2)
इत देखूं तो तू लागे कन्हैया, उत देखूं तो दुर्गा मैया (२) नानक की मुस्कान है मुख पर, शान-ए-मोहम्मद भी है मुख पर, शान-ए-मोहम्मद भी है मुख पर
It dekhūṅ to tū lāge Kanhaiyā, ut dekhūṅ to Durgā Maiyā (2) Nānak kī muskān hai mukh par, shān-e-Mohammad bhī hai mukh par, shān-e-Mohammad bhī hai mukh par.
राम नाम की है तू माला, गौतम वाला तुझ में उजाला (२) नीम तेरे की मीठी छाया, बदले हर चोले की काया, बदले हर चोले की काया
Rām nām kī hai tū mālā, Gautam vālā tujh meṅ ujālā (2) nīm tere kī mīṭhī chhāyā, badle har chole kī kāyā, badle har chole kī kāyā.
तेरा दर है दया का सागर, सब मजहब भरते हैं गागर (२) पावन पारस तेरी आग, तेरा पत्थर कण कण राग, तेरा पत्थर कण कण राग
Terā dar hai dayā kā sāgar, sab mazhab bharte haiṅ gāgar (2) pāvan pāras terī āg, terā patthar kaṇ kaṇ rāg, terā patthar kaṇ kaṇ rāg.
तेरा मंदिर सब का मदीना, जो भी आये सीखे जीना तू चाहे तो टल जाये घात, तू ही भोला तू ही नाथ, तू ही भोला तू ही नाथ
Terā mandir sab kā Madīnā, jo bhī āye sīkhe jīnā, tū chāhe to ṭal jāye ghāt, tū hī Bholā tū hī Nāth, tū hī Bholā tū hī Nāth.
Viewed times