← All bhajans
Bhajan
साईं रहम नज़र करना · Sai Raham Nazar Karna
Das Ganu's devotional plea to Sai Baba as father, mother, and friend all at once, to look upon his children with mercy
हिन्दी
English
Refrain
साईं रहम नज़र करना
बच्चों का पालन करना
Sāīṅ raham nazar karnā,
bachchoṅ kā pālan karnā.
जाना तुमने जगत पसारा
सब ही झूठ ज़माना
साईं रहम नज़र करना
बच्चों का पालन करना
Jānā tumne jagat pasārā,
sab hī jhūṭh zamānā,
Sāīṅ raham nazar karnā,
bachchoṅ kā pālan karnā.
मैं अंधा हूं बंदा आप का
मुझको चरण दिखलाना
साईं रहम नज़र करना
बच्चों का पालन करना
Maiṅ andhā hūṅ bandā āp kā,
mujhko charaṇ dikhlānā,
Sāīṅ raham nazar karnā,
bachchoṅ kā pālan karnā.
दास गणु कहे अब क्या बोलूं
थक गई मेरी रसना
साईं रहम नज़र करना
बच्चों का पालन करना
Dās Gaṇu kahe ab kyā bolūṅ,
thak gaī merī rasnā,
Sāīṅ raham nazar karnā,
bachchoṅ kā pālan karnā.
Refrain
रहम नज़र करो अब मोरे साईं
तुम बिन नहीं मोरे मां-बाप-भाई
रहम नज़र करो
Raham nazar karo ab more Sāīṅ,
tum bin nahīṅ more Māṅ-Bāp-Bhāī,
raham nazar karo.
खाली ज़माना मैंने गंवाया (३)
साथी आखिर का,
साथी आखिर का,
साथी आखिर का,
किया न कोई
रहम नज़र करो
Khālī zamānā maiṅne ganwāyā (3),
sāthī ākhir kā,
sāthī ākhir kā,
sāthī ākhir kā,
kiyā na koī,
raham nazar karo.
अपने मस्जिद का झाड़ू गणु है (३)
मालिक हमारे,
मालिक हमारे,
मालिक हमारे,
तुम बाबा साईं
रहम नज़र करो
रहम नज़र करो अब मोरे साईं
तुम बिन नहीं मोरे मां-बाप-भाई
रहम नज़र करो
Apne masjid kā jhāḍū Gaṇu hai (3),
Mālik hamāre,
Mālik hamāre,
Mālik hamāre,
tum Bābā Sāīṅ,
raham nazar karo,
raham nazar karo ab more Sāīṅ,
tum bin nahīṅ more Māṅ-Bāp-Bhāī,
raham nazar karo.
https://www.bhajanusa.com
Viewed … times
More for Guru & Sai Baba
साई राम नाम जो स्मरण करेय्Sai Ram Naam Jo Smarana Karey
साई राम पथीथ पावन रामSai Ram Patheetha Paavana Ram
साई राम साई राम पार्थीपुरीश्वर साई रामSai Ram Sai Ram Parthipureeshwara Sai Ram
साई राम साई राम साई राम भजोSai Ram Sai Ram Sai Rama Bhajo
साई राम साई राम, गये गीथ् सद शुबह् और् शाम्Sai Ram Sai Ram, Gaye Geeth Sada Shubah Aur Shaam
साई राम हरे साई कृष्ण हरेSai Rama Harey Sai Krishna Harey