← All bhajans
Bhajan

राधे गोविंदा · Radhe Govinda

Bhajan — remembering Hari's beloved name through the devotion of Mira, Sur, Tukaram, Namdev, Narsi, and Shabari
हिन्दी
English
Refrain
श्री राधे गोविंदा, मन भज ले हरी का प्यारा नाम है ॥ (२) गोपाला हरी का प्यारा नाम है, नंदलाला हरी का प्यारा नाम है ॥
Śrī Rādhe Govindā, man bhaj le Harī kā pyārā nām hai. (2) Gopālā Harī kā pyārā nām hai, Nandalālā Harī kā pyārā nām hai.
मोर मुकुट सर गल बन माला, केसर तिलक लगाए, वृन्दावन में कुञ्ज गलिन में सब को नाच नचाए । श्री राधे गोविंदा, मन भज ले हरी का प्यारा नाम है ॥
Mor mukuṭ sar gal ban mālā, kesar tilak lagāe, Vṛndāvan meṅ kuñj galin meṅ sab ko nāch nachāe. Śrī Rādhe Govindā, man bhaj le Harī kā pyārā nām hai.
गिरिधर नागर कहती मीरा, सूर को शयामल भाया, तुकाराम और नामदेव ने विठ्ठल विठ्ठल गाया । श्री राधे गोविंदा, मन भज ले हरी का प्यारा नाम है ॥
Girdhar nāgar kahatī Mīrā, Sūr ko Śyāmal bhāyā, Tukārām aur Nāmdev ne Viṭhṭhal Viṭhṭhal gāyā. Śrī Rādhe Govindā, man bhaj le Harī kā pyārā nām hai.
नरसी ने खडताल बजा के सांवरिया को रिझाया, शबरी ने अपने हाथों से प्रभु को बेर खिलाया । श्री राधे गोविंदा, मन भज ले हरी का प्यारा नाम है ॥
Narsī ne khaḍtāl bajā ke sāṅvariyā ko rijhāyā, Śabarī ne apne hāthoṅ se Prabhu ko ber khilāyā. Śrī Rādhe Govindā, man bhaj le Harī kā pyārā nām hai.
राधा शक्ति बिना ना कोई श्यामल दर्शन पाए, आराधन कर राधे राधे काहना भागे आए । श्री राधे गोविंदा, मन भज ले हरी का प्यारा नाम है ॥
Rādhā śakti binā nā koī Śyāmal darśan pāe, ārādhan kar Rādhe Rādhe kāhanā bhāge āe. Śrī Rādhe Govindā, man bhaj le Harī kā pyārā nām hai.
सिमरन का रस जिसको आया, वो ही जाने मन में, निराकार साकार होतरे भगतों के आँगन में । श्री राधे गोविंदा, मन भज ले हरी का प्यारा नाम है ॥
Simran kā ras jisko āyā, vo hī jāne man meṅ, nirākār sākār hotare bhagtoṅ ke āṅgan meṅ. Śrī Rādhe Govindā, man bhaj le Harī kā pyārā nām hai.
श्याम सलोना कुंजबिहारी नटवर लीलाधारी, अन्तर्वासी हरिअविनाशी लागे शरण तिहारी । श्री राधे गोविंदा, मन भज ले हरी का प्यारा नाम है ॥
Śyām salonā kuñjbihārī naṭvar līlādhārī, antarvāsī Hariavināśī lāge śaraṇ tihārī. Śrī Rādhe Govindā, man bhaj le Harī kā pyārā nām hai.
श्री राधे गोविंदा, मन भज ले हरी का प्यारा नाम है । गोपाला हरी का प्यारा नाम है, नंदलाला हरी का प्यारा नाम है ॥
Śrī Rādhe Govindā, man bhaj le Harī kā pyārā nām hai. Gopālā Harī kā pyārā nām hai, Nandalālā Harī kā pyārā nām hai.
https://www.bhajanusa.com
Viewed … times