← All bhajans
Bhajan
इतनी शक्ति हमे देना दाता · Give Us So Much Strength
Prayer asking the Lord for unwavering faith and strength to stay on the righteous path without ever straying · from the Satsang collection
हिन्दी
English
Refrain
इतनी शक्ति हमे देना दाता, मन का विश्वास कमजोर हो ना
हम चले नेक रस्ते पे हम से, भूलकर भी कोइ भूल हो ना (२)
Itnī śakti hame denā dātā, man kā viśvās kamzor ho nā,
Ham chale nek raste pe ham se, bhūlkar bhī koi bhūl ho nā. (2)
दूर अज्ञान के हो अँधेरे, तू हमें ज्ञान की रोशनी दे
हर बुराई से बचते रहे हम, जितनी भी दे भली ज़िन्दगी दे
बैर हो ना किसी का किसी से, भावना मन में बदले की हो ना
Dūr agyān ke ho andhere, tū hameṅ gyān kī rośnī de,
Har burāī se bachte rahe ham, jitnī bhī de bhalī zindagī de,
Bair ho nā kisī kā kisī se, bhāvnā man meṅ badle kī ho nā.
हम ना सोचें हमें क्या मिला हैं, हम यह सोचे किया क्या हैं अर्पण
फूल खुशियों के बाँटे सभी को, सब का जीवन ही बन जाये मधुबन
अपनी करुना का जल तू बहा के, कर दे पावन हर एक मन का कोना
Ham nā socheṅ hameṅ kyā milā haiṅ, ham yah soche kiyā kyā haiṅ arpaṇ,
Phūl khuśiyoṅ ke bāṅṭe sabhī ko, sab kā jīvan hī ban jāye madhuban,
Apnī karuṇā kā jal tū bahā ke, kar de pāvan har ek man kā konā.