← All bhajans
Bhajan

लाखों के भाग जगे बाबा के इशारे से · Lakhon Ke Bhaag Jage Baba Ke Ishaare Se

Bhajan to Krishna — none who reaches his doorstep with a prayer goes away empty-handed
हिन्दी
English
Refrain
लाखौं के भाग जगे बाबा के इशारे से, खाली ना गया कोई बाबा के द्वारे से ।
Lākhauṅ ke bhāg jage Bābā ke iśāre se, khālī nā gayā koī Bābā ke dvāre se.
तेहरीर बदल देता तसवीर बदल देता, पल में बदकिस्मत की तकदीर बदल देता, दौड़ा चला आता है, एक बार पुकारे से, खाली ना गया कोई मेरे श्याम के द्वारे से ।
Tahrīr badal detā tasvīr badal detā, pal meṅ badkismat kī taqdīr badal detā, dauḍā chalā ātā hai, ek bār pukāre se, khālī nā gayā koī mere Śyām ke dvāre se.
जिसके मन मंदिर में तेरी जोत निराली है, हर दिन है वहां होली हर रात दिवाली है, जो मांगना है मांगो हारे के सहारे से, खाली ना गया कोई मेरे श्याम के द्वारे से ।
Jiske man mandir meṅ terī jot nirālī hai, har din hai vahāṅ holī har rāt divālī hai, jo māṅgnā hai māṅgo hāre ke sahāre se, khālī nā gayā koī mere Śyām ke dvāre se.
बिक जाता मोल बिना ये भाव तराने में, लहराए बसंत छठा पतझड़ वीराने में, बन जाते रंक राजा इक बार निहारे से, खाली ना गया कोई मेरे श्याम के द्वारे से ।
Bik jātā mol binā ye bhāv tarāne meṅ, lahrāe basant chhaṭā patjhaḍ vīrāne meṅ, ban jāte raṅk rājā ik bār nihāre se, khālī nā gayā koī mere Śyām ke dvāre se.
करुणा का सागर है कहती दुनिया सारी, पल में भंडार भरे कलयुग का अवतारी, बृजवासी कृष्ण जीवन मेरा श्याम सहारे से, खाली ना गया कोई मेरे श्याम के से ।
Karuṇā kā sāgar hai kahatī duniyā sārī, pal meṅ bhaṇḍār bhare Kalyug kā avatārī, Brajvāsī Kṛṣṇa jīvan merā Śyām sahāre se, khālī nā gayā koī mere Śyām ke se.
लाखौं के भाग जगे मेरे बाबा के इशारे से, खाली ना गया कोई मेरे श्याम के द्वारे से ।
Lākhauṅ ke bhāg jage mere Bābā ke iśāre se, khālī nā gayā koī mere Śyām ke dvāre se.
https://www.bhajanusa.com
Viewed … times