← All bhajans
Bhajan
भोर भई दिन चढ़ गया मेरी अम्बे · Dawn Has Broken, the Day Has Risen, My Ambe
Aarti to Mother Vaishno Devi of the mountain shrine, celebrating the dawn arti performed in her temple · from the Satsang collection
हिन्दी
English
Refrain
भोर भई दिन चढ़ गया मेरी अम्बे...
भोर भई दिन चढ़ गया मेरी अम्बे...
हो रही जय जय कार मंदिर विच आरती जय माँ
हे दरबारा वाली आरती जय माँ, ओ पहाड़ा वाली आरती जय माँ
Bhor bhaī din chaḍh gayā merī Ambe...
Bhor bhaī din chaḍh gayā merī Ambe...
Ho rahī jai jai kār mandir vich āratī jai Māṅ,
He darbārā vālī āratī jai Māṅ, o pahāḍā vālī āratī jai Māṅ.
काहे दी मैया तेरी आरती बनावा...
काहे दी मैया तेरी आरती बनावा...
काहे दी पावां विच बाती मंदिर विच आरती जय माँ
सुहे चोले वाली आरती जय माँ, हे माँ पहाड़ा वाली आरती जय माँ
Kāhe dī maiyā terī āratī banāvā...
Kāhe dī maiyā terī āratī banāvā...
Kāhe dī pāvāṅ vich bātī mandir vich āratī jai Māṅ,
Suhe chole vālī āratī jai Māṅ, he Māṅ pahāḍā vālī āratī jai Māṅ.
सर्व सोने दी आरती बनावा...
सर्व सोने दी आरती बनावा...
अगर कपूर पावां बाती मंदिर विच आरती जय माँ
हे माँ पिंडी रानी आरती जय माँ, हे पहाड़ा वाली आरती जय माँ
Sarv sone dī āratī banāvā...
Sarv sone dī āratī banāvā...
Agar kapūr pāvāṅ bātī mandir vich āratī jai Māṅ,
He Māṅ Piṅḍī Rānī āratī jai Māṅ, he pahāḍā vālī āratī jai Māṅ.
कौन सुहागन दिवा बालेया मेरी मैया...
कौन सुहागन दिवा बालेया मेरी मैया...
कौन जागेगा सारी रात मंदिर विच आरती जय माँ
सच्चिया ज्योतां वाली आरती जय माँ, हे पहाड़ा वाली आरती जय माँ
Kaun suhāgan divā bāleyā merī maiyā...
Kaun suhāgan divā bāleyā merī maiyā...
Kaun jāgegā sārī rāt mandir vich āratī jai Māṅ,
Sachchiyā jyotāṅ vālī āratī jai Māṅ, he pahāḍā vālī āratī jai Māṅ.
सर्व सुहागिन दिवा बलिया मेरी मैया...
सर्व सुहागिन दिवा बलिया मेरी मैया...
ज्योत जागेगी सारी रात मंदिर विच आरती जय माँ
हे माँ त्रिकुटा रानी आरती जय माँ, हे पहाड़ा वाली आरती जय माँ
Sarv suhāgin divā baliyā merī maiyā...
Sarv suhāgin divā baliyā merī maiyā...
Jyot jāgegī sārī rāt mandir vich āratī jai Māṅ,
He Māṅ Trikuṭā Rānī āratī jai Māṅ, he pahāḍā vālī āratī jai Māṅ.
जुग जुग जीवे तेरा जम्मुए दा राजा...
जुग जुग जीवे तेरा जम्मुए दा राजा...
जिस तेरा भवन बनाया मंदिर विच आरती जय माँ
हे मेरी अम्बे रानी आरती जय माँ, हे पहाड़ा वाली आरती जय माँ
Jug jug jīve terā Jammue dā rājā...
Jug jug jīve terā Jammue dā rājā...
Jis terā bhavan banāyā mandir vich āratī jai Māṅ,
He merī Ambe Rānī āratī jai Māṅ, he pahāḍā vālī āratī jai Māṅ.
सिमर चरण तेरा ध्यानु यश गावे...
जो ध्यावे सो, यो फल पावे, रख बाणे दी लाज
मंदिर विच आरती जय माँ, सोहने मंदिरां वाली आरती जय माँ
Simar charaṇ terā dhyānu yaś gāve...
Jo dhyāve so, yo phal pāve, rakh bāṇe dī lāj,
Mandir vich āratī jai Māṅ, sohne mandirāṅ vālī āratī jai Māṅ.