← All bhajans
Bhajan
चलो बुलावा आया है माता ने बुलाया है · Come, the Call Has Arrived
Bhajan invoking Vaishno Devi — the call to pilgrimage up the mountain shrine and the many names of the Mother goddess · from the Satsang collection
हिन्दी
English
माता जिनको याद करे, वो लोग निराले होते हैं
माता जिनका नाम पुकारे, किस्मत वाले होतें हैं
Mātā jinko yād kare, vo log nirāle hote haiṅ,
Mātā jinkā nām pukāre, kismat vāle hoteṅ haiṅ.
Refrain
चलो बुलावा आया है, माता ने बुलाया है
ऊँचे परबत पर रानी माँ ने दरबार लगाया है
Chalo bulāvā āyā hai, Mātā ne bulāyā hai,
Ūṅche parbat par Rānī Māṅ ne darbār lagāyā hai.
सारे जग मे एक ठिकाना, सारे गम के मारो का,
रास्ता देख रही है माता, अपने आँख के तारों का
मस्त हवाओं का एक झोका यह संदेसा लाया है
Sāre jag meṅ ek ṭhikānā, sāre gam ke māro kā,
Rāstā dekh rahī hai Mātā, apne āṅkh ke tāroṅ kā,
Mast havāoṅ kā ek jhokā yah sandesā lāyā hai.
जय माता की कहते जाओ, आने जाने वालो को,
चलते जाओ तुम मत देखो अपने पाँव के छालों को
जिस ने जितना दर्द सहा है, उतना चैन भी पाया है
Jai Mātā kī kahte jāo, āne jāne vālo ko,
Chalte jāo tum mat dekho apne pāṅv ke chāloṅ ko,
Jis ne jitnā dard sahā hai, utnā chain bhī pāyā hai.
वैष्णो देवी के मन्दिर मे, लोग मुरादे पाते है,
रोते रोते आते है, हस्ते हस्ते जाते है
मैं भी मांग के देखूं, जिस ने जो माँगा वो पाया है
Vaiṣṇo Devī ke mandir meṅ, log murāde pāte hai,
Rote rote āte hai, haste haste jāte hai,
Maiṅ bhī māṅg ke dekhūṅ, jis ne jo māṅgā vo pāyā hai.
प्रेम से बोलो, जय माता दी
ओ सारे बोलो, जय माता दी
वैष्णो रानी, जय माता दी
अम्बे कल्याणी, जय माता दी
माँ भोली भाली, जय माता दी
Prem se bolo, jai Mātā dī,
O sāre bolo, jai Mātā dī,
Vaiṣṇo Rānī, jai Mātā dī,
Ambe Kalyāṇī, jai Mātā dī,
Māṅ Bholī Bhālī, jai Mātā dī.
माँ शेरों वाली, जय माता दी
झोली भर देती, जय माता दी
संकट हर लेती, जय माता दी
ओ जय माता दी, जय माता दी
Māṅ Sheroṅ Vālī, jai Mātā dī,
Jholī bhar detī, jai Mātā dī,
Saṅkaṭ har letī, jai Mātā dī,
O jai Mātā dī, jai Mātā dī.
माँ कालका देवी, जय माता दी
माँ चिंतपूर्णि, जय माता दी
माँ ज्वाला देवी, जय माता दी
माँ नैना देवी, जय माता दी
माँ चामुण्डा देवी, जय माता दी
माँ अर्धकुँवारी, जय माता दी
ऊँचा भवन, जय माता दी
लो कर लो दर्शन, जय माता दी
माँ वैशनो देवी, जय माता दी
Māṅ Kālkā Devī, jai Mātā dī,
Māṅ Chintpūrṇi, jai Mātā dī,
Māṅ Jvālā Devī, jai Mātā dī,
Māṅ Nainā Devī, jai Mātā dī,
Māṅ Chāmuṇḍā Devī, jai Mātā dī,
Māṅ Ardhkuṅvārī, jai Mātā dī,
Ūṅchā bhavan, jai Mātā dī,
Lo kar lo darśan, jai Mātā dī,
Māṅ Vaiṣṇo Devī, jai Mātā dī.