← All bhajans
Bhajan
दाता एक राम · Data Ek Ram
The world is a beggar at Ram's door — he alone is the giver, the rest of us only worshippers
हिन्दी
English
Refrain
दाता एक राम,
भिखारी सारी दुनिया
राम एक देवता,
पुजारी सारी दुनिया
Dātā ek Rām,
bhikhārī sārī duniyā,
Rām ek devtā,
pujārī sārī duniyā.
द्वारे पे उसके जाके,
कोई भी पुकारता,
परम कृपा दे अपनी, भव से उभारता।
ऐसे दीनानाथ पे, बलिहारी सारी दुनिया।
दाता एक राम,
भिखारी सारी दुनिया
Dvāre pe uske jāke,
koī bhī pukārtā,
param kṛpā de apnī, bhav se ubhārtā,
aise dīnānāth pe, balihārī sārī duniyā,
dātā ek Rām,
bhikhārī sārī duniyā.
दो दिन का जीवन प्राणी,
कर ले विचार तू,
प्यारे प्रभु को अपने, मन में निहार तू।
बिना हरि नाम के, दुखियारी सारी दुनिया।
दाता एक राम,
भिखारी सारी दुनिया
Do din kā jīvan prāṇī,
kar le vichār tū,
pyāre Prabhu ko apne, man meṅ nihār tū,
binā Hari nām ke, dukhiyārī sārī duniyā,
dātā ek Rām,
bhikhārī sārī duniyā.
नाम का प्रकाश जब अंदर जगायेगा,
प्यारे श्री राम का तू, दर्शन पायेगा।
ज्योति से जिसकी है, उजालारी सारी दुनिया।
दाता एक राम,
भिखारी सारी दुनिया
Nām kā prakāś jab andar jagāyegā,
pyāre Śrī Rām kā tū, darśan pāyegā,
jyoti se jiskī hai, ujālārī sārī duniyā,
dātā ek Rām,
bhikhārī sārī duniyā.
https://www.bhajanusa.com
Viewed … times
More for Ram Ji
जग में सुन्दर है दो नामJag Mein Sundar Hai Do Naam
जय रघुनंदन जय सियारामJai Raghunandan Jai Siyaram
कभी कभी भगवान् को भी भक्तों से काम पड़ेKabhi Kabhi Bhagwan Ko Bhi
कभी राम बनके कभी श्याम बनकेKabhi Ram Banke Kabhi Shyam Banke
सूरज की गर्मी सेLike Shade from the Sun's Heat
मेरे घर राम आए हैंMere Ghar Ram Aaye Hain