← All bhajans
Bhajan

दुनिया चले ना श्री राम के बिना · Duniya Chale Na Shri Ram Ke Bina

Bhajan — Rām and Hanumān, four episodes from the Rāmāyaṇ · from the Satsang collection
हिन्दी
English
Refrain
दुनिया चले ना श्री राम के बिना, राम जी चले ना हनुमान के बिना (२)
Duniyā chale nā Śrī Rām ke binā, Rām jī chale nā Hanumān ke binā (2)
जब से रामायण पढ़ ली है, एक ही बात समझ ली है (२) रावण मरे ना श्री राम के बिना, लंका जले ना हनुमान के बिना
Jab se Rāmāyaṇ paḍh lī hai, ek hī bāt samajh lī hai (2) Rāvaṇ mare nā Śrī Rām ke binā, Laṅkā jale nā Hanumān ke binā.
लक्ष्मण का बचना मुश्किल था, कौन बूटी लाने के काबिल था (२) लखन बचे ना श्री राम के बिना, बूटी मिले ना हनुमान के बिना
Lakṣmaṇ kā bachnā mushkil thā, kaun būṭī lāne ke kābil thā (2) Lakhan bache nā Śrī Rām ke binā, būṭī mile nā Hanumān ke binā.
सीता हरण की कहानी सुनो, भक्तो मेरी जुबानी सुनो (२) सीताजी मिले ना श्री राम के बिना, पता चले ना हनुमान के बिना
Sītā haraṇ kī kahānī suno, bhaktō merī zubānī suno (2) Sītājī mile nā Śrī Rām ke binā, patā chale nā Hanumān ke binā.
बैठे सिंहासन पे राम जी हैं, चरणों में बैठे हैं हनुमान जी हैं (२) मुक्ति मिले ना श्री राम के बिना, भक्ति मिले ना हनुमान के बिना
Baiṭhe siṅhāsan pe Rām jī haiṅ, charaṇoṅ meṅ baiṭhe haiṅ Hanumān jī haiṅ (2) Mukti mile nā Śrī Rām ke binā, bhakti mile nā Hanumān ke binā.